Bepanaah Lyrics is a New Upcoming Album Song Sung By Ayushi Shah Composed by Maru Brothers Starring Yuvan Hariharan & Leonilla Music is Also Given By Mahesh Maru, Naresh Maru & Umesh Maru Lyrics Are Pinned Down By Shambhu Kumar.

Bepanaah Lyrics
Ishq toh hai khuda ki ibadat
Ishq toh hai behti hava
Jaane kab kisko chuke vo guzri
Khudh khuda bhi nahi janta
Bus tu itna samajhle meri jaan
Ishq hai mujhko tumse
Bepanaah bepanaah bepanaah
Aise hi tumse
Milti rahun main
Aise hi tumse
Milti rahun main
Janam har janam sang
Chalti rahun main
Teri baahon main raahon main
Panahon main mera jahan
Mera jahan kuch bhi
Mumkin nahi hai tere bin
Tujhse har saans hai aashna
Bepanaah bepanaah
Saanson main teri
Santi rahoon main
Saanson main teri
Santi rahoon main
Lamha har lamha rang
Bharti rahoon main
Tere khuabo main
Khayalon main
Sawalon main jaau sama
Jaau sama
Jism se rooh hai rubaru
Main khuda se karungi duaa
Bepanaah bepanaah
0 Comments