Bewafa Yaar song is a New Upcoming Romantic Album Song Sung By Nihal Tauro Composed By Himesh Reshammiya Music Is Also Given By Himesh Reshammiya Lyrics Are Pinned Down By Himesh Reshammiya.
Bewafa Yaar Song Info :
Singer : Nihal Tauro
Music : Himesh Reshammiya
Composer : Himesh Reshammiya
Lyrics : Himesh Reshammiya
Lable : Himesh Reshammiya Melodies

Bewafa Yaar Lyrics
Dusman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sacche pyaar ko sachi yaari ko
Is dunia mai tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu …ay….yaar
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu…ay..yaar
Dusman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sacche pyaar ko sachi yaari ko
Is dunia mai tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu …ay….yaar
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu…ay..yaar
Tere iss dhoke se meri
Zindagi saari tabha hai
Kya kahu mai ab aur tujhko
Besaram tu Behaya hai
Toda ek pal mai tune nata
Saram baaki hai kya tujh mai
Mar chuka hai rista fir bhi
Tu hai hamesha zinda mujh mai
Dusman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sacche pyaar ko sachi yaari ko
Is dunia mai tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu …ay….yaar
Bewafa hai tu ewafa hai tu
Bewafa hai tu…ay..yaar
Kitna pyaar diya maine Tujhko
Apna sab kuch Tujhko mana
Kagaz ke phool mehakte nahi hai
Maine tujhse bas ye jana
Ab v dil mai tu hi tu hai
Ek teri hi aarzoo hai
Bhool ke sab kuch tu aaja
Bas teri hi justaju hai
Dusman bhi jo karne se dare
Aisa kaam dost ne anjaam diya
Sacche pyaar ko sachi yaari ko
Is dunia mai tune badnaam kiya
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu …ay….yaar
Bewafa hai tu bewafa hai tu
Bewafa hai tu…ay..yaar
0 Comments