Durood o salam lyrics is a new upcoming song sung by Asim Azhar directed by Baliwal Hussain Abbassi

Durood o salam lyrics
Allah hu allah allah hu allah
Bebas pe karam kigiye
Sarkare madina
Bebas pe karam kigiye
Sarkare madina
Gardish main hai takdir
Bavar main hai safina
Bebas pe karam kigiye
Mustafa jaane rehmat pe laakhon salam
Sham-ay bazme hidayat pe laakhon salam
Hum garibo ke aaka pe behad durud
Hum garibo ke aaka pe behad durud
Hum fakiro ki sarvat pe laakhon salam
Mustafa jaane rehmat pe laakhon salam
Sallalaho ale ka ya rasool allah
Vasallam alaika ya habib allah
Maula ya salli va salli dayimun aabadan
Aala habibi ka khairil khalki kulli hini
Mohhamadun sayyadun kauneyi vasa kalaini
Mohhamadun sayyadun kauneyi vasa kalaini
Val fai kaini min kurbue vamin aajami
Maula ya salli va salli dayimun aabadan
Aala habibi ka khairil khalki kulli hini
Ya nabi salam alaika
Ya rasool salam alaika
Ya habib salam alaika
Salava tulla alaika
Ya nabi salam alaika
Ya rasool salam alaika
Ya habib salam alaika
Salava tulla alaika
Ay khuda ke ladle pyare rasool
0 Comments