Haseena ost lyrics is a new upcoming song. aried on A Plus Entertainment. Cast Laiba Khan, Zain Afzal, Fahima Awan, Fawad Jalal.

Haseena ost lyrics


Ankhon ka paani
dil ki kahani kehta hai
Koi fasana dil main
purana rehta hai


Koi apna ya sapna hai
kuch na samaj pau

Bikhra mera yakeen
vo jo rasta basta tha
Un jinse mera jo
ab vo bhi mera nahi


Pal main ujadhte hai
pal main savarte hai
Khaab in ankhon main
jo bhi utarte hai

Mere husan ka
aisa jaadu chala
Mera ho gaya jo bhi
mujhse mila


Meri chahat meri khuaish
ke bich Aaya jo bhi
main usko dungi mita

Har ek ko man
mujhpe bada hi
Mera dil Mere khuaishyon
pe hai adaa Koi apna
ya sapna hai kuch na
samaj pau

Bikhra mera yakeen
vo jo rasta basta tha
Un jinse mera jo ab
vo bhi mera nahi


Main vo haseena
jo chahe kar jaau
Kuch bhi karke main
saaf mukar jaau

Main vo haseena
jo chahe kar jaau
Kuch bhi karke main
saaf mukar jaau

Na sune koi meri
main kisko kahoon
Dard dil main chupaye
main kab tak rahoon

Kisse mangu main
apni wafa ka sila
Na raha koi mera
main kisse kahoon


Tute sapno ke tukdo ka
main kya karoon
Guzre dil pr jo mere
main pal pal maru

Pal main ujadhte hai
pal main savarte hai
Khaab in ankhon main
jo bhi utarte hai


Pal main ujadhte hai pal
main savarte hai
Khaab in ankhon
main jo bhi utarte hai




Haseena ost :

Categories: OST SONGS

0 Comments

Leave a Reply

Avatar placeholder

Your email address will not be published. Required fields are marked *