Mulakaatein Song Lyrics Is a New Upcoming Romantic Album Song Sung By Utkarsh Saxena Staring Karan Mehra & Neha Sharad Shah Composed By Ritik Chouhan Music Is Also Given By Ritik Chouhan Lyrics Are Pinned Down by Ritik Chouhan
Mulakaatein Song info :
Singer : Utkarsh Saxena
Composer : Ritik Chouhan
Music : Ritik Chouhan
Lyrics : Ritik Chouhan
Lable : Zee Music Company

Mulakaatein Lyrics
Mujhse mohhabbat ki na kabhi to
Dil main jagah tune dedi kisi ko
Mujhse mohhabbat ki na kabhi to
Dil main jagah tune dedi kisi ko
Tu to nikli bewafa tune di kyu ye saza
Ha main jisse darta tha vahi tune kar diya
Mulakaatein mujhe vo sab kyu yaad main aaye
Vo barsaate mujhe kyu ab yu tanha rulaaye
Mulakaatein mujhe vo sab kyu yaad main aaye
Vo barsaate mujhe kyu ab yu tanha rulaaye
Tum nahi the hmare hamne ye jaan liya hai
Ab se tumko paraya is dil ne maan liya hai
Tum nahi the hmare hamne ye jaan liya hai
Ab se tumko paraya is dil ne maan liya hai
Main chahu fir bhi kyon tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khaatir na jane kyon
Khudhko barbaad kiya hai
Main chahu fir bhi kyon tujhko
Dil ne mere yaad kiya hai
Tere khaatir na jane kyon
Khudhko barbaad kiya hai
Tum hi dard dil ki vajah
Youn de gayi mujhko aisi saza
Ha main jisse darta tha vahi tune kar diya
Mulakaatein mujhe vo sab kyu yaad main aaye
Vo barsaate mujhe kyu ab yu tanha rulaaye
Mulakaatein mujhe vo sab kyu yaad main aaye
Vo barsaate mujhe kyu ab yu tanha rulaaye
Bewafai kyu kari tune bewafai kyu kari tune
Bewafai kyu kari tune bewafa
Bewafai kyu kari tune bewafai kyu kari tune
Bewafai kyu kari tune bewafa
0 Comments