Safina song lyrics is new upcoming song. Sung by Shuja Haidar and Aisha Ijlal. Written and Composed by Shuja Haidar.
Safina Song Info:
Singer: Shuja Haidar and Aisha Ijlal
Written and Composed by: Shuja Haidar.
Label: Kashmir Beats

Safina Song Lyrics
Fir kabhi milenge hum
Alvida meri jaan
Tu mera na ho saka
Ye likha tha meri jaan
Kuch majburiyan thi
Kuch man-marziyan thi
Main tere kabil ho jata
Tu mere kabil ho jati hai
Jina bin tere hamko
Jina hmse milne
Kbhi na bin tere hamko jina
Chaha main dooba hai safina
Humse milna kabhi na
Bin tere humko jina
Kuch kitaabe hai meri
Vo lauta de na mujhe
Jo nishan baki rahe
Han tu mitade na unhe
Haan meri khushi main
Hi teri khushi hai
Kuch yaaden teri kadvi hai
Ye kadhva ghut hai pina
Jina bin tere hamko
Jina hmse milne
Kbhi na bin tere hamko jina
Chaha main dooba hai safina
Humse milna kabhi na
Bin tere humko jina
Teri nar dost ko mera salam
Bhule se na lena kabhi tum mera naam
Samjhegi mujhe vo tera pehla pyaar
Tera vo pehla pyaar
Jo mera hai mil jayega
Ek din aisa bhi aayega
Dunia hasin ho jayegi
Ha tera naam satayega
Ab rste alag hai na koi sabab hai
Main apne rste chal padi tu
Apne rste chal diya
Jina bin tere hamko
Jina hmse milne
Kbhi na bin tere hamko jina
Chaha main dooba hai safina
Humse milna kabhi na
Bin tere humko jina
2 Comments
wania · at
love this song it is played in my car every day morning. I am 10 but after every breakup I listen this song like a need
mustafa · at
same wania