Teri Yaad Mein Lyrics Is a New Upcoming Album Song Sung by Salman Ali Music is Also Given By Himesh Reshammiya Starring Salman Ali Lyrics Are Pinned Down By Himesh Reshammiya Lable is Himesh Reshammiya Melodies.

Teri Yaad Mein Lyrics
Waqt guzarta ja raha hai
Tera Ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyaar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad main
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Ishq main tere baat kuch aisi
Bepanah tadap hai pucho na kaisi
Teri nazdikiyan hai jalti chingariyan
Or teri dooriyan hai meri rusvaiyan
Dard ubharta ja raha hai
Tera Ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad main
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hai hum
Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
Tere sapno mein hum
Khoye rehte hein
Ankhon ke sagar se
Dard behte hein
Teri khaatir hai meri ye bechainiyan
Tere bin kuch nhi sab hai tanhaiyan
Rang nikharta ja raha hai
Tera Ishq badhta ja raha hai
Bekarariyan hai fir bhi
Dil pyar karta ja raha hai
Teri kasam jeete hai hum
Raat din teri yaad main
Teri yaad teri yaad mein
Tera nasha karte hai hum
Raat din teri yaad mein
Teri yaad teri yaad mein
0 Comments